Hello friends aj me is
post me whatsapp ke msg ko mute karne ke bare me bataunga or whatsapp msg mute
karne se kya hoga ye sab aj me is post me share kar raha hu.
![]() |
| Whatsapp msg mute kese kare |
Dosto kabhi kabhi ham
kuchh friends ya group me ane bale msg ke notification se bohot paresan ho jate
h yadi ham mobile me koi kam karte h to msg ate rehte h or ham paresan hote
rehte h par ham yadi chahe to msg ko mute kar sakte h jisse msg notification
band ho jayenge.
Whatsapp msg mute karne se
kya hoga -
Ap jis friend ya group ke msg ko mute karoge us friend /group ke msg to ayenge par jab bhi usme msg ayenge to ton nahi sunai degi or notification bar me bhi msg nahi dikhai dega par msg ayenge or jab ap dekhna chaho dekh sakte ho
Ap jis friend ya group ke msg ko mute karoge us friend /group ke msg to ayenge par jab bhi usme msg ayenge to ton nahi sunai degi or notification bar me bhi msg nahi dikhai dega par msg ayenge or jab ap dekhna chaho dekh sakte ho
Kabhi kabhi yesa hota h ki
hamare friends log hame paresan karte h or msg karte rehte h or ham apme
friends ko block bhi nahi kar sakte to ham us chat ko mute kar dete h jisse msg
to ate h par notification or ton nahi ati to chaliye dosto start karte h.
Whatsapp msg mute kese kare -
1.
Sabse pehle whatsapp open kare
2. Ap
us chat ko open kare jisko mute karna chahte h
3. Ab
upar apko friend ya group ka name dikhai dega uspar click kare
4. Ab
yaha par apko mute ka option dikhai dega mute option ko on kare
5. Ab
apse puchha jayega kitne dino ke liye mute karna h ap option choose kare
6. Yadi
ap chahte ho msg notification bar me dikhai de to ap show notification par tick
mark kare yadi notification nahi chahte to vese hi rehne de
7. Ab
ok par click kar de
Ab ap jis chat
conversation ko mute karna chahte the vo conversation mute ho gaya h yadi apko
unmute karna ho to mute ka option off kar de unmute ho jayega
===================================




0 Comments