WhatsApp Me Star Album Kaise Banaye


Hello friends aj is post me whatsapp me star album kaise banate hai iske bare me bata raha hu.

WhatsApp Me Star Album Kaise Banaye
WhatsApp Me Star Album Kaise Banaye

Whatsapp aj kl sabhi ke mobile me whatsapp hota hi hai or sab isko use karna bhi pasand karte hai or me aj apko is post me whatsapp ka ek bohot achha feature ke bare me bata raha hu jo hai whatsapp me star album banana.
Whatsapp me hamare pas roj bahut sare message aate rehte hai or jab koi msg post or pic ya video hame pasand ajate hai to ham unko star kar sakte hai or whatsapp me ek star album bana sakte hai.


Whatsapp me aye kisi bhi msg ko ham star kar sakte hai or starred msg me store kar sakte hai or apne pasand ke msg ko ham aasani se ek hi folder me dekh sakte hai, yadi ham whatsapp me kisi se bahut sari bate karte hai or chat me kuchh important msg bhi hote hai to unko bad me dekhne ke liye hame full chat check karna padta hai isse bachne ke liye ham star msg ka use kar sakte hai.

Jab ham apne pasand ke msg ya kisi important msg ko star karte hai to vo msg ek other folder me save ho jata hai or fir us msg ko dhoondne ke liye hame chat me dhoondne ki jarurat nahi padti hai or ham started message folder me jakar aasani se us msg ko check kar sakte hai to chaliye dosto start karte hai or WhatsApp me star feature ka use karte hai.



WhatsApp me star message ka use kaise kare -
WhatsApp me star feature ka use karne ke liye aage bataye gaye sabhi stpes ko thik se follow kare uske bad ap bhi star feature ko jarur use kar payenge, let's start.

1. Sabse pehle ap apne mobile me whatsapp open kare.

2. Whatsapp open ho jane ke bad ab apko screen par sabhi contact or group chat conversation dikhai dega.

3. Ab ap kisi bhi group ya contact ki chat ko ko open kare.

WhatsApp Me Star Album Kaise Banaye



4. Ab apki sreen me all msg show honge.

5. Yaha par ap apni pasand ke kisi msg ya pic, video ko select kare.

6. Msg select karne ke bad ab apko upar kuchh option dikhai denge ap star icon par click kare.




7. Ab apne jis msg ko select kiye the vo msg me star lag gaya hai or vo msg ek alag foder me save ho gaya hai.

8. Ab ap kuchh or pic, video or msg ko select kar ke isi type se star kar dijiye.

9. Ab apne whatsapp me successfully star album create kar liye hai.

Is type se ham whatsapp me star feature ka use karke whatsapp msg me star laga sakte hai or ek star album create kar sakte hai, ab hamne whatsapp me star album to bana liye hai ab hame star album ya star kiye gaye msg ko dekhna hai jo aage hai so let's start.


Whatsapp me star album kaise dekhe -
Whatsapp me banaye gaye star msg ya star album dekhne ke liye aage bataye gaye sabhi steps ko thik se follow kare uske bad ap bhi apne star msg ko jarur dekh payenge.

1. Sabse pehle ap apne mobile me whatsapp open kare.

2. Ab yaha par apko all chat conversation dikhai denge.

3. Ab ap yaha par upar right side me 3 dot (menu) par click kare.





4. Ab apko yaha par kuchh options dikhai denge ap yaha par starred messages par click kare.




5. Ab apko screen me sabhi star msg show honge jinko apne star kiye hai.




6. Ab apne successfully apne star msg ko check kar liye hai.

Is type se ham whatsapp me star album create kar sakte hai or apne pasand ke msg ko ek alag folder me rakh sakte hai or jab chahe un star msg ko starred messages folder me jakar aasani se dekh sakte hai to dosto ummid hai ap whatsapp ke star feature ke bare me jarur samjh gaye honge.




=================================
Reactions

Post a Comment

0 Comments